In this article I will share you the best and famous Hazrat Ali Quotes in Urdu. Hazrat Ali Ibn Abi Talib was born in Kaaba’s. The Holy Prophet took him to his house. After Hazrat Khadija he was the first who embrace the Islam. He grew in house of Muhammad ( PBUH ). You can idealise the mind level Imam Ali RA.
Hazrat Ali RA thoughts, saying and quotes have inspiration and motivation for all Muslims and Non Muslims in all over the world.
You you can explore the best quotes for life by hazrat Ali and you can share them with your friends and family.
Namaz ke fiqar apnay oper farz kar lo, Khuda ke Qasam dunya ke fiqar say azaad ho jao gay aur kamyabi tumharay qadam choomain ge.
Achay logo ka tumhari zindagi main ana Tumhari Qismat hoti hay aur unhain sambhaal kar rakhna tumhara hunar.
Apnay Behtareen waqt ko Namaz mein waqf karo kion keh tumharay sab kaam Tumhari namaz k bahd he qabool hon gay.
Itnay khusk nah bano keh tor dya jao aur itnay narm nah bano keh nechore dya jao.
Un logo ko khonay say darro, jin kay nazdeek dosti kay rishtay khoon kay rishto say zyada aziz hotay hain.
Jis ko apnay chore datay hain woh gharon kay hath lag jata hay.
Suchay dost khushion mein zeenat aur parshanion mein sahara hotay hain.
Azam say pehlay soch lo, agay barhnay sa pehlay mashwara kar lo aur hamlay sa pehlay ghaor kar lo.
Dost kay sath us namak ke tarha raho jo khnay mein dekhai nahe daita lekan agar nah ho to is ke kammi bahot mehsos hoti hay.
Do ahmaal aisay hain jin ka sawab kabi tola nahe ja sakta" Moaf karna" aur" Insaaf karna".
Hamesha such bolo ta keh tumain qasam khanay ke zarorat nah parray.
Achay logo ke aek nishani yeh bhe hy keh un ko yad nahe rakhna parta wo yad reh jatay hain.
Jis say mohabbat ke jay us say moqabla nahe kia jata, kisi ko pa laina mohabbat nahe balkay kisi kay dil mein jagga bna laina mohabbat hay.
Har baat par han me han milana monafqo kei aadat hay.
Zindagi ke asal khobsorti yeh nahe kah aap kitnay khush hain balkay zindagi ke asal khobsorti yeh hay keh dosray aap say kitnay khush hain.
Sobo ke nend insaan kay iradon ko kamzor banati hay, Manzolon ko hasal karnay walay kabi dair tak soya nahe kartay.
Agar logo koizzat daina aur moaaf karna tumhari kamzori hay totum dunya kay sab say taqatwar insaan ho.
Agar tum us waqt muskara saktay hojab tum pori tarha toot chukkay ho to Yakeen jano dunya mein tumhain kabi koi nahe tor sakta.
Tension depression aur be,chaini tab hotay hain jab hum dosro ko khush karany me zindagi guzaar rahe hotay hain.
Aqal mand ke zoban us kay dil kay pechay hayaur be waqoof ka dilus ke zoban kay pechay.
Kisi ko b ye haq nahe k wo tumhain judje karay wo nahe janta k tum apnay andar sa kaisay Halaat sa guzr rahe ho us na tmahay mutalik kahanian suni hain magar kabi wo mehsoos nahe kia jo tm apnay andar kartay ho.
You can download Math class Notes for 9th & 10th classes. Students of classes 9 & 10 don’t have to
Ramadan 2022: How to eat healthy Diet | Himalayan Chef How to eat a healthy diet? Ramazan is a month
Here you can get the Ramadan calendar 2022, the Ramadan calendar is a complete timetable. For sehri and iftar timings
Web Designing Course In Urdu– ویب ڈیزائننگ کورس 2022 آپ یقینا2022 میں ایک نئے عزم کے ساتھ کام کرنے کے
The year 2022: Himalayan Chef Grocery Shopping in Pakistan, a brand with its existence in 100+ countries around the globe,
Prime Minister Imran Khan has initiated Pakistan’s foremost e-commerce online portal, named E-Tijarat portal. The purpose is to boost trading