100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari

URDU POETRY

Being a Pakistani Urdu language is our mother language and is also spoken in many other countries around the subcontinent. The Urdu language has a lavish tradition of Urdu poetry. It is an integral part of the customs of South Asian countries. Urdu language reached its peak during the British government and got the status of an official language. It is a beautiful way to express feelings.

It has many forums including Ghazal, Hamd, Manqabat, Marsiya, Naat, Masnavi, Nazm, Qasida, Qawali, Rubai and Tazkira. Urdu poetry is adored all over the subcontinent. Urdu literature is blessed with great poets, all of them gave splendid poetry of their time. Names of Mir Taqi Mir, Allama Iqbal, Mirza Ghalib, Faiz Ahmed Faiz, Josh Malihabadi and Mir Anees, Perveen Shakir are highly regarded.

 The great work of our poets took it to a next level. Work of the legendary poets has also been translated in many other languages. It has opened up the vast dimensions of poetic allure. In this modern world with the inception of the internet and social media, It is also found in roman Urdu or even in Hindi script.

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 1

Hoa ab jo Rabta to us ko bataon ga
Taira nah milna tairay chor janay sa Behtar hai

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 2

Mein kia kahon Us ka sath Kaisa hai
Wo eak shakhs pori Kainaat jiasa hay

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 3

Jitna Zyada Socho gay Utni Zyada aziat mein raho gay
Ya to apnay ap ko mazboot kar lo, Ya Masroof kar lo…

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 4

Kar in ka addab, rakh enhain seenay say laga kar
Yeh dard, Yeh tanhayen mehmaan hain Mohsin…

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 5

Mila tha koi, Aur phirr Bichar gya
Ik lamha aya tha aur phir guzzar gya.

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 6

Mudattat hoi hay Yaar ki ai Nahe khabar
Lagta hay keh Qasid Bhi Raqeebo sai ja mila

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 7

Mairay Apno nay Pal pal tora hay mujhay
Mairay rab nay har baar jora hay Mujhay

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 8

Apnay who hotay hain Jinain Dard ka ehsaas ho………..
Warna hal to rastay mein anay janay walay bhe poch laitay hain.

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 9

Hum waqt daikh kar yaar nahe badaltay
Hum yaar keh kehnay par waqt badal daitay hain

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 10

Nahe hota kisi taiyab sai is marz ka elaaj wasi
Ishaq laa elaaj hay buss Parhaiz kijya……….

urdu poetry

Darr Lagta hay un logon say sahib
Jin Kay Dil me bhe Damagh hotay hain

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 11

Wo Kabhi darra he nahe mujh ko khonay say
Wo Kia afsos karay ga mairay nah honay say

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 12

Hum nend Kay zyada shaokeen to nahe Faraz
Kuch khaab nah daikhain to Guzara nahe hota

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 13

Chalo Acha HOA wo Kisi aur Ka ho gya
Khatam Hoi fikkar usay apna banany ki

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 14

Mein Kitna bhe be saloon hon
Bus teire awaz say poray Dil ki sakoon a jata hay

 

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 15

Wo Kitabo mein darj he nahe tha
Jo sekhaya sabaq zamanay nay

urdu poetry

Wo morawat say mila to choka don ga gardan
Mairay dushman Ka koi waar khali nah jay

 

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 16

Mujh is Baar Milo gay to samjh jao gay
Kaisa hota hay Kisi shakhs Ka pathar hona

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 17

Yonhe omeed dilatay Hain zamanay walay
Kab laot Kar atay Hain janay walay

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 18

Mohabbat Kar saktay ho to khuda say karo Faraz
Mitti Kay khilono say Kabhi wafa nahe milti

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 19

Azaab  Dansh e Hazar say ba khabar hon mein
Keh mein is aag me dala gya hon misal e Khalil 

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 20

Human to un ki sadgi lay doobi
Hussan Kia hota hay maira khuda janay 

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 21

Ab Jo bichray to shaid kabi khabon mein milain
Jis tarha sokhay HOA khaab kitabon mein milain

urdu poetry

Hum to dard lai Kar bhe had kartay hain
Log dard day Kar bhi bhool jatay hain

 

Urdu Poetry
Urdu Poetry

Kabi Arsh par Kabi Farsh Par, Kabi Is Kay Dar Kabi Dar Ba Darrr
Gham e Ashqi Taira Shukria Me Kaha kaha Sa Guzar Gaya……..

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 22

Parda Ankhon sa hatanay main Bahot Dair Lagi
Humain Dunya nazar anay mein bahot Dair Lagi

Nazar Aata hay jo, Waisa Nahe Hota Koi Shakhs
Khud ko ye baat batanay mien Bahot Dair Laggi

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 23

Jiss ki Tahbeer he Nahe Mumkin
Aysay kush khaab ham bhe rakhtay hain

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 24

Yeh to Zarf Zarf ki bat hay
Koi Seh gya Koi Keh Gya

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 25

Mehrban ho kay Bola lo mujhay Chahay Jis wakt
Mien Gya wakt Nahe hon K phir Aa nah sakon…

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 26

Darkanain Aksar Rukk si jati hain….
Nah Janay Dil Kis ki Muthi Mien hay

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 27

Koi Taweez Aisa do keh mien Chalaak ho Jaon
Bahot Nuksaan Daiti hay mujhay yeh sadgi mere

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 28

Jis ko bhe Khabar Mili Us nay Yehi Gilla kya…………….
Kion Kar li Muhabat Tum nay, Tum to samajhdaar thay

100 Best Urdu Poetry Images, Urdu Shayari 29

Sabbar karnay Pa aon to mur kay nah Daikho
Tum nay daikha He Nahe Maira Pathar Hona…

Basically, Urdu poetry is a performative composition, as held in Mushairas. Mushairas are held cosmopolitical because of cultural inspiration of the South Asian countries. It reflects the culture of our country. The great work of our poets took it to a next level. Work of the legendary poets has also been translated in many other languages. It has opened up the vast dimensions of poetic allure. In this modern world with the inception of the internet and social media, It is also found in roman Urdu or even in Hindi script.

Continue……………………….

Photo of author

admin

He is the founder of " Urdu Wisdom". He has a very deep interest in Life-Changing Quotes and Urdu Poetry specially Allama Iqbal poetry. He is passionate about transforming the thinking ability of mankind.
Sharing Is Caring:

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.